Itne Kareeb Aao Lyrics in Hindi
Itne Kareeb Aao Lyrics in Hindi

Itne Kareeb Aao Lyrics | Ragini MMS | Raaj J Konwar Lyrics

Itne Kareeb Aao is a song from the album/film “Ragini MMS. This song is sung by Raaj J Konwar. Its music is composed by Shamir Tandon. And the lyrics are penned by .

Ragini MMS is directed by starring Rajkummar Rao, Kainaz Motivala.

Itne Kareeb Aao Lyrics in Hindi

Itne Kareeb Aao Lyrics Transliteration (English)

Naa sunayi do, naa nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Naa sunayi do, naa nazar aao
itne kareeb aao, itne kareeb aao

Pal bhar mein dooriyo’n ko
Mumkin nahin mitana
Maana hai ke kathin, par hoga tumhe nibhana

Pal bhar mein dooriyo’n ko
Mumkin nahin mitana
Maana hai ke kathin, par hoga tumhe nibhaana

Saanson ki tarah aao
Sanson ki tarah jao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao

Chalne mein kya mazaa hai, patthar chubhe jo neechay
Keh do toh bichha doon dil ko kadam ke neechay
Chalne mein kya mazaa hai, pathar chubhe jo neechay
Keh do toh bichha doon dil ko kadam ke neechay
Ghar chal sako, toh aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Naa sunayi do, naa nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao |2x times|

Itne Kareeb Aao Song Information

SongItne Kareeb Aao
SingerRaaj J Konwar
AlbumRagini MMS
MusicShamir Tandon
CastRajkummar Rao, Kainaz Motivala
LanguageHindi
Music LabelSaregama

Itne Kareeb Aao Video